Sunday, 22 March 2015

Wafa Ka Zikar Na Kar

Poet.:
Ayaz Khan.
…
Typeing By
ZuLFiqar ALi.
…
…
Wafa Ka Zikar Na Kar Hum Udaas LogOn Se,
•
Hum EhL-E-DiL Hain, Nahi Ab Jafa Ki Aas LogOn Se,
•
DiL MEn Adawat LabOn Pe Saja Kar Muskurahat,  •
•
GaLe Na MiLo Tum Hum Bad Hawaas LogOn Se,
•
Watan FarOshi MaaL-O-Zar Mazhab Ho Jin Ka,
•
Bezaar Hain Hum Apne In Khaas LogOn Se,
•
Sharm-O-Haya Se Door Uriyaniyat HOn Jin Ka Dastoor,
•
Nazar KaiSy MiLaaen Hum In Be Libaas LogOn Se,??
•
SitarOn Ki Tarah Jo Nazar Aate Hain Hum Ko Ayaaaaaz,
•
Umeed Na Rakho In Sitara Shanaas LogOn Se......!
•
•
Mazeed Poetry K Liye,
FOLLow ZuLFiqar ALi.
•
[Nic3gzL]

No comments: